Showing posts with label Filmy Dialouge. Show all posts
Showing posts with label Filmy Dialouge. Show all posts

All Filmy Dialouge , Attitude Dialouge , Romance Dialouge ,Cute Dialouge , Funny Dialouge , Love Dialouge, Dialouge Images

Filmy Attitude Dialouge,Sad Dialouge,Romance Dialouge,Cute Dialouge,Funny Dialouge

Shayari Sher-O-Shayari or Dailouge is a form of poetry popular in the Indian subcontinent, in which poems are written in Urdu-Hindi languages. In Dailouge, the original words of Sanskrit, Persian, Arabic and Turkish languages are mixed. Poet writing poet Dailouge or Sukhnavar is called.Many types of Dailouge.Dard Shayri, Romance Shayri, Love Shayri, Cute Dailouge,Filmy Dailouge,Attitude Dailouge, imotions Dailouge, Funny Dailouge All Types Dailouge Include This Website.
All Movie Dialouge  and Attitude Shayri in Website.

Jolly LLB 2

Hum jis din apni aukaat par aaye na ... by god us din tumhare adab ki pudiya banakar tumhare pichwade mein ghused denge ... na paadein niklengi na huggi
---------------
Tumhara yeh mendak sa mooh dekhkar hum samajh gaye the ke tum bahut phudkoge
-----------------
Bina kursi ke neta ... bina superhit ke abhineta ... aur bina chamber ke vakeel ki koi izzat nahi hai guru

Once Upon A Time In Mumbaai




Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi ... aur tumne sudhaarna shuru kar diya
----------------
Chaukiyan chahe police ki ho ... shehar ke commissioner to hum hi log hai

Cheete ki raftaar se, ajgar ki pakad se aur Sultan ke dimaag se koi nahi bach sakta
-----------------
Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye ... un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
-----------------------
Garam joshi achchi cheez hai ... lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala deti hai
-------------------------
Agar kisi cheez ki lat padh jaye ... toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai

Once Upon A Time In Mumbaai Dobara


Vishvaas aur confidence, jab yeh do tumhare saath ho na ... toh raaston ko dekhne ki zaroorat nahi padti
-------------
Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai
-----------
In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai ... par duayein hamesha saath deti hai ... is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna

Kisi ki itni baddua bhi mat lo ... ke log duaon mein tumhari maut maange

Bajirao Mastani Shayri

Ishq … joh toofani dariya se bagavat kar jaaye woh ishq … bhare darbar mein joh duniya se ladh jaaye woh ishq … joh mehboob ko dekhe toh khuda ko bhool jaaye woh ishq
------------------
Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte … kabhi bhi maat de sakti hai
-----------------------
Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete … par aapne toh humse hamara guroor cheen liya






Share: